Aaj ki raat fir lambi hogi
Dhadkane hogi tej,ankhen fir namkin hogi
Fir honge kai sawal khud se,aur khayal me tu hoga
Kya yu hi tha wo har pal ,ya fir ab yuhi ye har pal hoga.
par jaisa bhi ho wo kal,tera ahsas har pal hoga.
Aaj fir jaagengi ye ankhen , aur fir honge sawal khud se,aur khayal me tu hoga.
Dekhta tha jo khawab mai kal jisme tu tha, wo khawab bin tere kaisa hoga.
Pa bhi lu us khawab ko to kya sukun mujhko hasil hoga
Aaj fir jee ke marna hoga, aaj fir is raat ko tera karna hoga
Ab sans lu , hansu ya rou ,paau ya khou, har lamhe ,har ahsas,har khwahis ,har fariyad me
shamil tu hoga
Rahi..... Traveller of love

No comments:
Post a Comment